Ye Toh Sach Hai Ki Bhagwan Hai Lyrics - Janmdaata hai jo, naam jinse mila, thamkar jinki ungli hai bachpan chala, kaandhe par baithke, jinke dekha jahaan, gyan jinse mila, kya bura kya bhala, itne upkaar hain kya kahen, yeh bataana na aasaan hai, dharti pe roop maa baap ka, us vidhaata ki pehchaan hai.